Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAaye Din Bahar Ke (1966)
HomeAaye Din Bahar Ke (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa hmmm hmmmm hmmmm aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye hum loot jaayen dil kho jaaye bas aaj qayaamat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye hai waqt abhi tauba kar lo hai waqt abhi tauba kar lo allah musibat ho jaaye allah musibat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye tumko maaloom nahin shaayad kitne bedard sanam honge tumko maaloom nahin shaayad kitne bedard sanam honge ye aapne sach farmaaya hai ulfat mein laakh sitam honge ulfat mein laakh sitam honge hain laakh sitam manjoor humein bas ek inaayat ho jaaye hum loot jaayen dil kho jaaye bas aaj qayaamat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye har saans ko har ek dhadkan ko wo apni yaad bana daale har saans ko har ek dhadkan ko wo apni yaad bana daale tum aaj agar ik naghama ho tumko fariyaad bana daale tumko fariyaad
ab ke baras bhi beet na jaaye ye saawan ki raatein dekh le meri ye bechaini aur likh de do baatein khat likh de saanwariya ke naam baabu khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge kaise hoti hai subah se shaam baabu kaise hoti hai subah se shaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saare vaade nikle jhoothe saamne ho to koi unse roothe saamne ho to koi unse roothe le gayi bairan shehar piya ko ram kare ke aisi naukri chhoote unhen jisne jisne unhen jisne banaya ghulam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de jab aayenge sajana mere khan khan khankenge kangna mere khan khan khankenge kangna mere paas gali mein ghar hai mera us din tu bhi aana angna mere kuch tujhko tujhko kuch tujhko main doongi inaam baabu kore kaagaz pe likh de salaam
phoolon se mukhde waali nikli hai ik matwaali gulshan ki karne sair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair le thaam le meri baahein unchee neechi hain raahein kahin phisal na jaaye pair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair kya haal nazaaron ka hoga kya rang bahaaron ka hoga ye husn agar muskaaya to ye husn agar muskaaya to kya ishq ke maaron ka hoga hooo haye haye matwaale nain hain aise talaab mein yaaron jaise do phool rahein hon tair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair har ek ada mastaani hai ye apne waqt ki raani hai jo pehli baar suni maine jo pehli baar suni maine ye wo rangeen kahaani hai hoo hoo oooo moujon ki tarah chalti hai shabnam se ye jalti hai kaliyon se bhi hai bair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair phoolon se mukhde waali nikli hai ik matwaali gulshan ki karne sair khudaaya khair kahin phisal na jaaye pair khudaaya khair
mere dil se sitamgar toone achchhi dillagi ki hai ke ban ke dost apne doston se dushmani ki hai mere dushman tu meri dosti ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mujhe ghum dene waale tu khushi ko tarse mere dushman tu phool bane patjhad ka tujhpe bahaar na aaye kabhi meri hi tarha tu tadpe tujhko qaraar na aaye kabhi tujhko qaraar na aaye kabhi jiye tu iss tarah ke zindagi ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mere dushman itna to asar kar jaayen meri wafaayen o bewafa ik roz tujhe yaad aayen apni jafaayen o bewafa apni jafaayen o bewafa pashemaan ho ke roye tu hansi ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mere dushman tere gulshan se zyada veeraan koi veeraana na ho iss duniya mein koi tera apna to kya begaana na ho apna to kya begaana na ho kisi ka pyaar kya tu berukhi ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mujhe ghum dene waale tu khushi ko tarse mere dushman
hoooo aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa suno sajna papihe ne suno sajna papihe ne kaha sab se pukaar ke sambhal jaao chaman waalon sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna phoolon ki daaliyaan bhi yahi geet gaa rahi hain ghadiyaan piya milan ki nazdik aa rahi hai nazdik aa rahi hai hawaaon ne jo chhede hain hawaaon ne jo chhede hain fasaane hain wo pyaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna dekho na aise dekho marzi hai kya tumhari bechain kar na dena tum ko kasam humari tum ko kasam humari humin dushman na ban jaaye humin dushman na ban jaaye kahin apne qaraar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna baagon mein pad gaye hain saawan ke mast jhoole aisa sama jo dekha raahi bhi raah bhoole raahi bhi raah bhoole ke jee chaaha yahin rakh de ke jee chaaha yahin rakh de umr saari guzaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna
ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo intezaar wo bhala kya kare tum jise beqaraar beqaraar beqaraar karo intezaar karo pyaar mein pyaar ki bhi izaazat nahin pyaar mein pyaar ki bhi izaazat nahin berukhi hai aji ye muhabbat nahin aa rahaa hai mazaa tum shiqaayat yahi baar baar baar baar baar baar karo intezaar karo intezaar wo bhala kya kare tum jise beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo husn pe to asar hone waala nahin aaaa husn pe to asar hone waala nahin ishq tum ko na karde deewana kahin hai ye deewangi bhi qubool tum agar humse pyaar humse pyaar humse pyaar karo humse pyaar karo ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo roz hum ne bayaan ye fasana kiya roz hum ne bayaan ye fasana kiya roz tumne naya ik bahana kiya ye bahana magar aakhiri hai sanam aitbaar aitbaar aitbaar karo intezaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Kaash Kisi Deewane Ko Aaye Din Bahar Ke (1966) 06:17 20106
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Nazima
Duration : 06:17   Song Number : 20106   

Khat Likh De Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:27 20761
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:27   Song Number : 20761   

Khudaaya Khair Aaye Din Bahar Ke (1966) 03:39 38740
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dharmendra
Duration : 03:39   Song Number : 38740   

Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:21 20920
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 05:21   Song Number : 20920   

Suno Sajna Papihe Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:44 21266
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:44   Song Number : 21266   

Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:31 21445
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 05:31   Song Number : 21445